![]()
Har waqat rullati hy wo haad se ziada
Saim To jisko tasawar me bhi rony nai deta
Tum mujhy moka to do aitbaar banane ka Saim Thak jaoge meri wafa k saath chalty chalty
Faqat sansoon k silsily ko na do zindagi ka name Jeeny k bawajood bhi mar jaty hy kch loge...saimjan noshki
Jin rastoon pe ik umar tere sath raha hoon Kuch roz se wo rasty sunsaan bht hy Mill jao kabhi laut k phr aaon na Shayad k me kamzoor hon or rah me bht kanty parhy he
Barhosa toot jane se zara pehly bata dena Mujhe tm aazmane se zara pehly bata dena Kisi helay bahane se zara pehly bata dena Mujko tm Bohlane se zara pehle bata dena Zehn ki reet pe tm ne muhabat se liki thi jo Wo tehreerain mitane se zara pehly bata dena Mere dilbar k iss dill par me rak loon zabt ka patar Sono daman churane se zara pehly bata dena Kisi morr par hamdam bura pao agar mujhko Zamane ke batane se zara pehly bata dena
Wo hata rahe he parda sar-e-aam chupke chupke Koi qatal horaha he dar-e-baam chupke chupke Yeh joki joki nigahen yeh haseen haseen ishare Kahin le na jaen shayad meri jaan chupke chupke Kabhi shokhian kabhi unka mukurana Yeh aadain kar na dalen Mera kaam chupke chupke Yeh jo hichkian musalsal mujhe aarahe hy yaroo koi laraha he shayad mera name Chupke chupke
Rooh par naqsh-e-lazawal he too AAb khyalon me ik khyal he too Tere jesa koi nai dekha Too he anmool bemisal he too Mujhko pagal bana dia toone Ishq ka yeh kesa kamal he too Too muhabat aarzoo he meri Meri is zindagi ki Dhall he too sari dunia ko jeet loon jis se Pas mere ik aisi chall he too q
Tere aamal se hy tera pareshan hona Warna mushkil nai mushkil aasan hona Poori aalam par ho hakoomat teri hey muslim Agar too samaj jae apna MUSALMAN hona
Jisne andaz dia mujhe muskurane ka ... Usy hi shoq tha mujhe rulane ka ... Jo lehroon se cheen kar mujhe laya tha kinare par ... Aaj woi muntazir tha mere doob jane ka ..saimjan Noshki...
Shakayat kya karoon dono taraf gham ka fasana hy..... Mere aage muhabbat hy tere aghe zamana hy... Pukara hy tujhe manzil ne likin me kahan jahoon..... Bichar kar teri dunia se kahan mera tikana he... Mubarak ho tujhe jane wafa majborian teri .. Mujhe to zindagi bhar ka pyar ka wada nibana hy .......saimjan
Business Listings Pizza Point Pizza Point and Chicken Shawarma Free home delivery samsung e490 Use set SamSung E490 folding gud condtion only serious buyer call 2000 Suzuki motors double road it's newly constructed 2nd branch of Suzuki company in Quetta city.Deails in all types of new suzuki vehicles NOKIA 5250 it is a very perfect phone, 10,10. not used for much time. it is not in warranty. it comes with all accessories and box. it is almost new and i havent used it as i had bought another phone. price is reasonable. Kabeer Building Tuition Academies Kabeer building is situated at jinnah road near Zehri masjid.All science subjects teachers are available here for tuition for students of federal and Balochistan board. |
|