![]()
Ham nafrat k qabil thy to nafrat se hi maar dete ham ko
DANISH Q apni mehfil mein bula kar pyar se keh diYa ke kon ho tum.
Jan kar bhi tum mujhe jan na paye, aaj tak tum mujhe pehchan na paye, khud hi ki hai bewafai hum ne, ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye...
ankhon me jo tehreerain theen! honto pay vo bol na thay… Hum thay us k pyar k aashiq! Bas hathon mein kashkol na thay… Hum ne us ko toot k chaha! ye us ka haq tha lakin… Wo b hum ko toot k chahey! Hum itnay “ANMOL†na thay….
Ek baar jo gale lag kar roney diya hoota, Hum ne bhi koi pal ?MUHABBAT? ka ji lia hota, Toot k bikhar jatay us k ?QADMON? main, Uski sansoon ne mera ?NAAM? to liya hota
ZINDAGI bewafa kyun hoti hy. WAFA karny ki saza kyun hoti hy. Choti c baat pe baha dety hain KHOON. Insan mein itni ANNA kyun hoti hy. Karta hun mein jis se baar baar TAUBA. Elahi mujh se wohi KHATA kyun hoti hy. Banaaty tu hain hum apnay haathon se MASJID. NAMAZ apni he phir QAZA kyun hoti hy?
um rooth jaoo mujhse Aisa kabhi na karna Main ik Nazar ko tarsun Aisa kabhi na karna Main Pooch Pooch haarun So so sawaal kar ke Tum kuch jawab na do Aisa kabhi na karna Mujhse hi milke hasna,Mujhse hi milke rona Mujhse bichard ke jee lo Aisa kabhi na karna Tum chaand banke rehna Main dekhta rahunga Kisi roz tum na niklo Aisa Kabhi na karna Tum chale jaoo Jab bhi to dekhun tumhara raasta Tum loat ke na aaoo AISA KABHI NA KARNA AISA KABHI NA KARNA
Business Listings Anarkali Bazar, Lahore Anarkali Bazar is one of the oldest existing market in Pakistan and Asia running from at least 200 years. Anarkali Bazar (market) offer new business trends and best business centre in Lahore. This market is divided into two portions; one was the old ... KHIVA Though the nations of Central Asia are relatively new, gaining independence only after the dissolution of the Soviet Union in 1991, their culture is one of the most ancient and refined in Asia. One particularly distinctive and well-developed aspect... Afzal Jewelers - AJ - Liberty Market, Lahore Deals in all kind of Jewelery. SAMSUNG 43? FULL HD SMART LED 43K6000 (Imported) 43 inch, Full HD, HDMI, USB. FEATURES: Full HD 1080p Smart TV CMR 100 Hz Wide Color Enhancer Family TV: (Story Replay/Screen Capture/Sound Capture) Triple Protection Cinema Mode Cricket Mode HDMI USB Original Price: 65,900 Allama Iqbal International Airport Lahore Allama Iqbal International airport is one of the most beautiful and busy airport in Pakistan, several hundred flights operate from here weekly covering all over the world. There are currently two runways with following characteristics. Runway 36R/18... |
|